Tere bina tanha ham rehne lage hain,
Dard ke toophano ko sehne lage hain,
Badal gayi hai isakadar meri jindagee,
Ashk banakar palakon se behne lage hain!
Tere bina tanha ham rehne lage hain,
Dard ke toophano ko sehne lage hain,
Badal gayi hai isakadar meri jindagee,
Ashk banakar palakon se behne lage hain!
Kis Pal Tum Ko Yaad Na Kiya Humne,
Mere Rom Rom Se Puch,
Maine Apne Aap Ko Kahan Nahi Jalaya Mom-Mom Se Puch,
Tujhse Ruth Jane Ke Baad Khud Ko Kahan Nahi Jalaya Yeh Mujhse Puch.
Manzilein Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska Tha,
Main Akela Tha Aur Qafila Bhi Uska Tha,
Sath-Sath Chalne Ki Soch Bhi Uski Thi,
Fir Rasta Badal Lene Ka Faisla Bhi Uska Tha,
Aaj kyun akela hoon Dil sawal karta hai,
Log to uske the Kya KHUDA bhi uska tha ?
Taqdeer ne jaisa chaha dhal gaye hum,
Bahut sambhal ke chale fir Bhi fisal gaye hum,
Hum to kisiko bhula na sake,
Fir Bhi sabko laga ki badal gaye hum.
Kitni Asani Se Wo Thukra Gaye Mujhe,
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Mujhe,
Kaisa Ye Pyaar Kaisa Fareb Tha,
Manzil Dikha Ke Jo Rah Se Bhatka Gaye.
Kitni Raatein Beet Gayeen Kitne Din Beet Gaye,
Bas Nhi Beeta To Yaadon Ka vo Pal Wo Guzra Hua Kal,
Nahi Beeti Woh Aakhon Ki Nami Aur Teri Kami.
Kitni Raatein Beet Gayeen Kitne Din Beet Gaye,
Bas Nhi Beeta To Yaadon Ka vo Pal Wo Guzra Hua Kal,
Nahi Beeti Woh Aakhon Ki Nami Aur Teri Kami.
Mere Haathon Se Gir Gayi Lakeeren Kahin,
Bhul Aye Hum Apni Takdeeren Kahin,
Agar Mile Tumko Kahin To Utha Lena,
Mere Hisse Ki Har Khushi Apne Haathon Pe Saja Lena
Katra Katra gir rahe the aansu,
aur hum unhe sukha bhi na paye,
Isse badi pyaar ki saza aur kya hogi?
Wo roye humse lipat kar kisi aur ke liye,
Aur hum unhe hata bhi na paye.
Bichde hue logon ki ek baat rula deti hai,
Har jane wali raat rula deti hai,
Waise to hum dil ke badey pakkey hain,
Bas kabhi-kabhi kisi ki yaad rula deti ha
Toot jaate hai bikhar jaate hai
Kaanch ke ghar mein muqaddar apne.
Ajnabi to sada pyaar se milte hai
Bhool jaate hai to aksar apne.
Haare Toh Pehle Se The Ham,
Aaj Toot Kar Bikhar Bhi Gaye,
Meri Chahat Ko Usne Apni Majburi Bana Liya,
Aur Apni Berukhi Ko Mera Dard Bana Diya.
Haare Toh Pehle Se The Ham,
Aaj Toot Kar Bikhar Bhi Gaye,
Meri Chahat Ko Usne Apni Majburi Bana Liya,
Aur Apni Berukhi Ko Mera Dard Bana Diya.
Gila Is Baat Ki Nahin Ke Mohabbat Naaqam Hui,
Afsos Hai Ki Ruswa Sare Bazar Kyun Hui,
Jisko Chaha Tha Apni Jaan Se Bhi Jayada Badhkar,
Wo Jaan Kisi Aur Ki Dil-O-Jaan Kyun Huyi.
Aaj Rulati Ho Humein In Chhoti-Chhoti Baaton Pe,
Ek Din Hamare Liye Roya Krogi Tum.
Aaj Tadapta Dekh Kar Khil-khila Ke Hasti Ho Na,
Kisi Roz Baitha Karogi Meri Yaad Me Gumsum
Aaj Rulati Ho Humein In Chhoti-Chhoti Baaton Pe,
Ek Din Hamare Liye Roya Krogi Tum.
Aaj Tadapta Dekh Kar Khil-khila Ke Hasti Ho Na,
Kisi Roz Baitha Karogi Meri Yaad Me Gumsum
No comments:
Post a Comment