Na Humsafar Hai Na Sathi Hai Koi,
Na Hum Kisi Ke Na Hamara Hai Koi,
Dil Se Awaaz Aati Hai Dekh Ke Aapko,
Dost saccha Hamara Bhi Hai Koi.
Tamanna Thi Sang Roshan Karenge Aangan,
Milkar Karenge Hum Laxmi Ji Ka Poojan,
Diya Fuljhadi Chala Ke Fiza Karenge Rangeen,
Manayu Kaise Diwali Bin Tere Sab Ghamgeen.
Sham Dhalegi To Chaand Duhaai Dega,
Khayalo Mein Aksh Aapka Dikhayi Dega,
Ishq Vishq Karna Soch Samajh Ke,
Tadapega Dil Agar Toh Sunai Dega.
उनकी नशीली आँखों की गहरायी में इस तरह डूब जाना हैं,
कैसे बताये की दिल ये मेरा उनका कितना बड़ा दीवाना हैं,
उनकी मासूमियत का मंज़र मुझपे कुछ इस कदर छा गया की
उसके चेहरे को आँखों में बसाकर जिंदगी का ख्वाब सजाना हैं !
Mehfooz Rakhna Aankhon Mein Sitaaro Ko,
Ab Door Talaq Raat Hogi,
Hum Bhi Musafir Hai Aap Bhi Musafir Ho,
Zindagi Mein Kabhi Toh Mulaqaat Hogi.
Bhule Se Bhi jo Kabhi Hamari Yaad Aati Ho,
Tan Badan Mein Koi Sirhan Daud Jaati Ho,
Mere Paas Chale Aana Aye Humsafar Mere,
Suni-Suni Raate Agar Tumhe Sataati Ho
Hamesha Har Gulaab Pe Titliyaan Nahi Aati,
Hamesha Har Rone Pe Siskiyaan Nahi Aati,
Hamesha Hum Yaad Karte Hai Aapko Dil Se,
Par Na Jaane Kyu Aapko Hichkiyaan Nahi Aati.
No comments:
Post a Comment